Thursday 17 May 2012

Romantic SMS, Urdu Romance SMS


1) Jab Bhi Jalta hain Diya ab mere Astane par
Ajab Khumar cha jata hain is deewane par
Yaad Aa hi jata hain wo bewafa mehbbob.
Rask Karte the dost jiske dostane par.

2) Ye wo baag hain jisme kante bahut milenge tumhain.
Bach bach kar chalna, chal chal kar sambhalna.
Ungli hi nahi dil bhi kat jata
Khhon se jisko sinchna padta hain humain.


3) Ab aa hi gaye hu jo is abyaar main.
Bhaitu, thoda maaza bhi le lo.
Aisa na hu ki tuhmat dain log hamain.
Do gaaz zameen bhi na mili koe-yaar-main.

No comments:

Post a Comment